Roman script

dil chura ke mera kyun ja raha hai

iss tarah se kyun mujhe sata raha hai

dil chura ke mera kyun ja raha hai

iss tarah se kyun mujhe sata raha hai

teri raah me khadi hu kab se main

kyun nahi karib mere aa raha hai, aa raha hai

dil chura ke mera kyun ja raha hai

iss tarah se kyun mujhe sata raha hai

teri raah me khadi hu kab se main

kyun nahi karib mere aa raha hai, aa raha hai

dil chura ke mera kyun ja raha hai

iss tarah se kyun mujhe sata raha hai

main aur tu aur aisi tanhaayiya

pyasi pyasi meri angdayiya o jaane ja

dil ne dil se kya kaha 

dhadkano se uth raha dhuwa o jaane ja

kabhi kabhi toh aisa mauka milta hai yaha

haay sard sard pal me jalta ja raha hai

aanch se meri pighalata ja raha hai

teri raah me khadi hu kab se main

kyun nahi karib mere aa raha hai, aa raha hai

dil chura ke mera kyun ja raha hai

iss tarah se kyun mujhe sata raha hai

ham do pyaase usme betabiya

na jine de ab toh yeh duriya o mehraban

garm garm saanse hai ya koi hai na darmiya o mehraban

ek ajab sa dard de raha hai yeh sama

uff teraa mera mann machalata ja raha hai

mera jaadu tujhape chalta ja raha hai

teri raah me khadi hu kabse main

kyun nahi karib mere aa raha hai, aa raha hai

dil chura ke mera kyun ja raha hai

iss tarah se kyun mujhe sata raha hai

dil chura ke mera kyun ja raha hai

iss tarah se kyun mujhe sata raha hai

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song