Roman script

dil apni hado se nikal kar teri had mein 

ja baitha hai ja baitha hai ja baitha hai

dil apni hado se nikal kar teri had mein 

ja baitha hai ja baitha hai ja baitha hai

bas isi zid mein ulajhkar har haal tu

tu mera hai tu mera hai tu mujhko oh jine na de

main tujhko oh jine na du ye ishq hai to ishq hai

aur kuchh bhi hone na du main mujhko oh khone na du

tu hi tu o hone na du ye ishq hai to ishq hai

aur kuchh bhi hone na du

dil apni hado se nikal kar teri had mein 

ja baitha hai ja baitha hai

dariya si beh na jaau tera main kinara chahu

tham le aa tham le tu mujhko khud ko gawana chahu

tujhme samana chahu bhar le na baaho mein 

mujhko dariya si beh na jaau tera main kinara chahu

tham le aa tham le tu mujhko khud ko gawana chahu

tujhme samana chahu bhar le na baaho mein mujhko

dariya si beh na jaau tera main kinara chahu

tham le aa tham le tu mujhko khud ko gawana chahu

tujhme samana chahu bhar le na baaho mein 

ha mauka bhi hai marzi bhi hai dono bhi hai

man tera bhi hai mera bhi hai pagalpan kare 

chal tu mujhko oh jine na de

main tujhko oh jine na du ye ishq hai to ishq hai

ishq hai aur kuch bhi hone naa du

Explore this song