Roman script

zu zu zu zu zu zu are zu zu zu zu zu zu

dil agar jawaan hai toh hai toh aadmi jawaan hai

are zindagi hai uski jispe jispe husn meherbaan hai

dil agar jawaan hai toh aadmi jawaan hai

zindagi hai uski jispe husn meherbaan hai 

husn meherbaan hai 

zu zu zu zu zu zu

jina hai toh duniya mein jina hai toh duniya mein 

apna rang jamaake ji

masti ka yeh paimaana sabse takraake pi

pyaar ke nashe mein jhum ismein teri shaan hai

are zindagi hai uski jispe husn meherbaan hai 

husn meherbaan hai 

dil agar jawaan hai toh aadmi jawaan hai

zindagi hai uski jispe husn meherbaan hai 

husn meherbaan hai 

bina piye hi aata hai dil ko josh jawaani mein

kisko rehta hai yaaro hosh jawaani mein

jawaani ek tir baaki zindagi kamaan hain

are zindagi hai uski jispe husn meherbaan hai

husn meherbaan hai

dil agar jawaan hai toh aadmi jawaan hai

zindagi hai uski jispe husn meherbaan hai 

husn meherbaan hai

Explore this song