Roman script

dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal paas rehta nahi

dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal paas rehta nahi

ye tujhse hi milne ko chahe

ye teri hi karta hai batein

kya tum ho kya tum ho wahi

kya tum ho kya tum ho wahi

dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal  

teri aankho ke raste ye chale jata hai

jo bulaaun main kabhi, laut aata nahi

bekhabar ye zamane se takrata hai

bedhadak mujhse kehta hai 

main hoon yun hi ye tujhse hi milke hua hai

jo teri nazar ne chhua hai

kya tum ho, kya tum ho wahi

kya tum ho, kya tum ho wahi  

dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal  

hai hunar ek naya isko tujhse mila

muskura ke ye milta hai sabse abhi

aadhi rato me mujhko ye deta utha

mujhse pooche ye rate kyun katati nahi

ye tujhse hi milne ko chahe

ye teri hi karta hai batein

kya tum ho, kya tum ho wahi

kya tum ho, kya tum ho wahi  

dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal

dil aaj kal meri sunta nahi

dil aaj kal

Explore this song