Roman script
didi tera devar divana didi tera devar divana hay raam kudiyo ko dale dana hay raam kudiyo ko dale dana dhandha hai ye uska purana dhandha hai ye uska purana hay raam kudiyo ko dale dana hay raam kudiyo ko dale dana mai boli ke lana tu imali ka dana magar vo chhuhare le aaya divana mai boli ke machale hai dil mera vo kharabuja laya jo nimbu mangaye pagla hai koi usko batana pagla hai koi usko batana hay raam kudiyo ko dale dana hay raam kudiyo ko dale dana didi tera devar divana hay raam kudiyo ko dale dana mai boli ki lana tu mitti ka haadi magar vo batashe le aaya anadi mai boli ke lade mujhe tu khatai vo bazar se leke aaya mithai mushkil hai yu mujhko phasana mushkil hai yu mujhko phasana hay raam kudiyo ko dale dana hay raam kudiyo ko dale dana ui maa didi tera devar divana hay raam kudiyo ko dale dana bhabhi teri bahna ko mana bhabhi teri bahna ko mana hay raam kudiyo ka hai zamana hay raam kudiyo ka hai zamana rabba mere mujhko bachana rabba mere mujhko bachana hay raam kudiyo ka hai zamana hay raam kudiyo ka hai zamana hukum apka tha jo maine na mana khatavar hu mai na aaya nibhana saza jo bhi doge vo manzur hogi aji meri mushkil kabhi dur hogi banda hai ye khud se begana banda hai ye khud se begana hay raam kudiyo ka hai zamana hay raam kudiyo ka hai zamana hay raam kudiyo ka hai zamana hay raam kudiyo ka hai zamana hay raam kudiyo ka hai zamana hay raam kudiyo ka hai zamana lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: S P Balasubramaniam
- Film / album: Hum Aapke Hain Kaun (1994)
- Composer: Ram Laxman
- Lyricist: Dev Kohli
- Actor: Salman Khan
- Actor: Madhuri Dixit
- Actor: Renuka Shahane
- Actor: Bindu
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Alok Nath
- Actor: Satish Shah
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Dilip Joshi
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Priya Arun
- Actor: Sahila Chadda
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Reema Lagoo
- Actor: Pramod Kumar
- Actor: Chhaya
- Actor: Sudarshan
Song video
singer: Lata Mangeshkar, S P Balasubramaniam
actor: Salman Khan, Madhuri Dixit