Roman script

dil ka tukda
aadha tera aadha mera dida
taare saare
tere hisse tu hissa mera dida
tu berang duniya meri
rangi karne aai
tu jo saath ho khush rehta ha
dekh ye tera bhai
teri meri ye zindagi
ab na ja dida meri
tere meri ye zindadi
ab na ja dida meri

Song details

Song video

Watch on YouTube