Roman script
tu dilkashi ke jo rang hai hai tere tu dosti ke jo rang hai hai mere tu dilkashi ke jo rang hai hai tere tu dosti ke jo rang hai hai mere in hi rango mein chhupe saare khushi ke rang hai dekho na dekho na ye halke gehre gehre halke jindagi ke rang hai la la la life is crazy hai ye rang birang la la la life is crazy kehti hai umang la la la life is crazy gaao sang sang kuchh lamhe rangon mein dube kuchh lamhe rangon se uge kuchh ghadiya sirf khaamoshi kuchh ghadiya thodi madhoshi kaise kaise rang raat din hai chhaye koyi jaise hamein bol de bataayein jitne hai yahaan sabhi ik roshni ke rang hai dekho na dekho na ye halke gehre gehre halke jindagi ke rang hai la la la life is crazy hai ye rang birang la la la life is crazy kehti hai umang la la la life is crazy gaao sang sang life is crazy crazy crazy life is crazy
Song details
- Singer: Shankar Mahadevan
- Film / album: Wake Up Sid (2009)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Ranbir Kapoor
- Actor: Konkona Sen Sharma
- Actor: Rahul Khanna
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Shikha Talsania
- Actor: Supriya Pathak
- Actor: Namit Das
- Actor: Kashmera Shah
- Actor: Rahul Pendkalkar
- Actor: Shruti Bapna
- Actor: Kainaz Motivala
Song video
actor: Ranbir Kapoor, Nandita Das