Roman script

dhundhla dhundhla rasta tera

dhundhla dhundhla rasta tera

is me man ki kuch dhup mila

dhundhla dhundhla rasta tera

is me man ki kuch dhup mila

man jogi hai, le ektara

man jogi hai, le ektara 

kuch gaa, kuch gaa

o kuch gaa, kuch gaa

kalyan yahi hoga, nirvan yahi hoga

nirvan yahi hoga, nirvan yahi hoga

ek sapna hai, jo rasta hai

ek sapna hai, jo rasta hai

ganga tat par, man pyaasa hai

aage pichhe mrig trishna hai

aage pichhe mrig trishna hai

ruk ja, ruk ja, ruk ja, ruk ja

ruk ja, ruk ja, ruk ja, ruk ja

ruk ja, ruk ja

kalyan yahi hoga, nirvan yahi hoga

nirvan yahi hoga, nirvan yahi hoga

nirvan yahi hoga

Explore this song