Roman script

yeh aankhein tarsi tarsi barkha barsi barsi

aansuon ki baarishon mein dekho muskuraahato ka silsila hai

phool raahato ka yeh khila hai

kho gaya tha bheed mein kahin jo hamnawa wo phir aaj mila hai

pyaar ka hasin sila hai haan

o sajni sine se lagke tu rone de

jindagi ke aas paas aise saath rehte na 

chala pata chuti kab haath se

aaj yu magar nazar ne chupke humko hai 

yeh phir diya bata wo sath hai

dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai

shaayad waqt ne tere sang kiya yeh pyaara insaaf hai

yeh hai tere hi khaatir baliye haajir jile ye nayi si subah

muskura muskura muskura

khushgawaar pal hai aaj aise jhumke barsi yun ghata zara

bhigi hai saans bhi

ik nayi kiran ho saath jaise gunji ik nayi sada jara hai roshni

dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai

shaayad waqt ne tere sang kiya yeh pyaara insaaf hai

dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai

yeh hai tere hi khaatir baliye haajir jile nayi si subah

muskura muskura

jindagi ke aas paas aise saath rehte na 

chala pata chuti kab haath se

aaj yu magar nazar ne chupke humko hai 

yeh phir diya bata wo sath hai

dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai

shaayad waqt ne tere sang kiya yeh pyaara insaaf hai

dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai

yeh hai tere hi khaatir baliye haajir jile ye nayi si subah

dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai

shaayad waqt ne tere sang kiya yeh pyaara insaaf hai

dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai

Explore this song