Roman script

chahe koi roke re sathee, chahe koyee toke re sathi

nav yug aayega, nav yug aayega

tanee huyi baaho kaa rela badhata hee jayega

khun matee ke bhanv bik nahee payega 

khun matee ke bhanv bik nahee payega

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

ho subah tak ham kahe ek kahani jhumati dhadkano ki jubani

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum

jab talak rat chale pyar kee bat chale

teri meri meri teri palke naa jhapke rang lehrate rahe

ang tharrate rahe tape tape chehro se sholo see lapke

ho o toko tohari hi kasam kar tod mat aur julam

hamka dai de anguthi nisani, tori hogi badi meharbani

are kya samajhta hai hamko re prani  hamra kata to mange naa pani

dhum mache dhum aaj ki raina, bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum

masti kuch aur badhe nahsa kuch aur chadhe

dukh wala dhyan koi aaj hame aaye na dukh jo aaye toh kya

gam sataye to kya aadami ko chahiye ke kabhi ghabaraye naa

ho o tutne wala hai dam khaye jata hai yeh gam

bane dulhan meri bitiya rani, umr ghar me pade naa bitani

hai har musibat hai aani te jani hai yeh apne guruji ki wani

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum

pale naa sog jaha sukhi ho log jaha

hamko hai sath aisee duniya basani dilo me aag liye

hontho pe rag liye hamko andhero me hai shamme jalane

ho o kale pathar kee kasam jab talak dam me hai dam

ham yeh dekhenge rasme purani, kar naa paye yaha hukm rani

hey aaj se hai hamne dil me thani layenge ek nayi rut suhani

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

ho subah tak ham kahe ek kahani jhumti dhadkano ki jubani

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani 

dhum mache dhum aaj ki raina bhor huye tak jage jawani

Explore this song