Roman script

dhoop mein niklo ghataon mein nahakar dekho

jindagi kya hain kitabo ko hata kar dekho

wo sitara hain chamakne do yuhi ankhon mein

kya jaruri hain use jism bana kar dekho

kya jaruri hain use jism bana kar dekho

pattharo mein bhi juba hoti hain dil hote hain 

apne ghar ke daro deewar saja kar dekho 

apne ghar ke daro deewar saja kar dekho

faasla najro ka dhokha bhi to ho sakta hain

wo mile ya na mile hath badha kar dekho

wo mile ya na mile hath badha kar dekho

dhoop mein niklo ghataon mein nahakar dekho

jindagi kya hain kitabo ko hata kar dekho

Explore this song