Roman script
dhokha dhokha gairo se kya shikwa karna apne dhokha dete hain gairo se kya shikwa karna apne dhokha dete hain aksar yeh jane pehchane chehre dhokha dete hain dhokha dhokha dhokha dhokha gairo se kya shikwa karna gairo se kya shikwa karna apne dhokha dete hain aksar yeh jane pehchane chehre dhokha dete hain dhokha dhokha dhokha dhokha inn sunee aankho me hamne kya kya khab sajaye the inn sunee aankho me hamne kya kya khab sajaye the kise pata tha woh manjar apne nahee paraye the aankh khulee toh hamne dekha sapne dhokha dete hain sapne dhokha dete hain, sapne dhokha dete hain dhokha dhokha dhokha dhokha bikhar gaye sab rang wafa ke khab suhana toot gaya dil ne jisko tutake chaha kyun woh sathee chhut gaya har pal rang badalne wale lamhe dhokha dete hain lamhe dhokha dete hain, lamhe dhokha dete hain dhokha dhokha dhokha dhokha gairo se kya shikwa karna apne dhokha dete hain aksar yeh jane pehchane chehre dhokha dete hain gairo se kya shikwa karna gairo se kya shikwa karna apne dhokha dete hain dhokha dhokha dhokha dhokha
Song details
- Singer: Rafaqat Ali Khan
- Film / album: Dhokha (2007)
- Composer: M M Kareem
- Lyricist: Shusbir Singh Shaad
- Lyricist: Bharat Bhushan Pant
- Actor: Muzammil Ibrahim
- Actor: Tulip Joshi
- Actor: Aushima Sawhney
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Ashutosh Rana
- Actor: Anupam Shyam
- Actor: Vineet Kumar
- Actor: Bhanu Uday
- Actor: Abhay Sacchar
- Actor: Raj Saluja
- Actor: Munish Makhija
Song video
lyricist: Shusbir Singh Shaad, Bharat Bhushan Pant