Roman script

dhokha de gayi, mera dil wo le gayi

bhala dhundhu main use ab kahaan

hey dhokha de gayi, mera dil wo le gayi

bhala dhundhu main use ab kahaan

dekh ke mujhe wo zara hansi

ye lagi fansi

kya karun koi bhi use jaane na

dhokha de gayi, mera dil wo le gayi

bhala dhundhu main use ab kahaan

baago mein, galiyon mein

puchhun mein uska pata

shokh hawa, mast ghata

kuchh to bata bata ho

wo dil mera ho maane na

dekh ke mujhe wo zara hansi

ye lagi fansi

kya karun koi bhi use jaane na

dhokha de gayi, mera dil wo le gayi

bhala dhundhu main use ab kahaan

khwaabo mein aati hai 

jaati hain mere sadaa

yaadon pe chhayi hain 

har lamha uska nasha

ho jaanejaa ho jaanejaa

dekh ke mujhe wo zara hansi

ye lagi fansi

kya karun koi bhi use jaane na

dhokha de gayi, mera dil wo le gayi

bhala dhundhu main use ab kahaan

hey dhokha de gayi, mera dil wo le gayi

bhala dhundhu main use ab kahaan

dekh ke mujhe wo zara hansi

ye lagi fansi

kya karun koi bhi use jaane na

Explore this song