Roman script

chamak ke pichhe dabe huye hai 
sanak ke tedhe hai 
junun junun mein jale hai sare
alag nashedi hai 
chamak ke pichhe dabe huye hai 
sanak ke tedhe hai
junun junun mein jale hai sare
alag nashedi hai 
surur sikha nahi kahi se 
surur mein pichhe raushan ke ye 
dheet patange patange patange 
kyu chal pade hai kise pata ye 
kya taiyari hai yahi samjh lo 
chilam mein bharke yari mari hai 
kyu chal pade hai kise pata ye 
kya taiyari hai yahi samjh lo 
chilam mein bharke yari mari hai 
jo aadate dil ko chashnagi hai 
liye chale wo ye chashnagi hai ye 
dheet patange patange patange

Song details

Song video

Watch on YouTube