Roman script

mujhme armaan itne hai aasmaan me dekho taare jitne hai

roke na koi dil ko, roke na koi dil ko, roke na koi

unchaaiyo pe hai meri nazar phir bhi zameen se jude hai kadam

koshish kare koi kitni bhi par ye hosla mera hoga na kam

sab kya kare kyu ho parwah koi ki bekaar baate main sunta nahi

aasan raahe na hogi kabhi par mushkilo ki bhi chinta nahi

mujhme armaan itne hai aasmaan me dekho taare jitne hai

roke na koi dil ko, roke na koi dil ko

roke na koi dil ko, roke na koi dil ko

mujhme armaan itne hai

Explore this song