Roman script

dheere se muskura ke

dheere se muskura ke

mere dil ko, aawara na kar

itne bhi paas aake

ye ajab sa ishara na kar

mujhse kya chahati, kuchh bata to sahi

mujhse kya chahati, kuchh bata to sahi

yun nazar se pukara na kar

dheere se muskura ke

mere dil ko, aawara na kar

tere labo ki mehki bahare

is dil ko chhuke guzarne lagi

pyaar se tune dekha yun mujhko

bekal umange sawarne lagi

ab ye sitam tu dobara na kar

dheere se muskura ke

mere dil ko, aawara na kar

itne bhi paas aake

ye ajab sa ishara na kar

kehate hai jisko, ishq meri jaan

kehate hai jisko, ishq meri jaan

aasar uska nazar aa raha

aankho ki ninde, chain ye dil ka

mera to sab kuchh, loota ja raha

tire nazar mujh pe, mara na kar

dheere se muskura ke

mere dil ko, aawara na kar

Itne bhi paas aake

ye ajab sa ishara na kar

mujhse kya chahati, kuchh bata to sahi

mujhse kya chahati, kuchh bata to sahi

yun nazar se pukara na kar

dheere se muskura ke

mere dil ko, aawara na kar

itne bhi paas aake

ye ajab sa ishara na kar

Explore this song