Roman script

neel ne shuru kar diya 

bhutnath par bhasm chadhana

ise banakar niyam nitay ka

dev rishi ka kahna mana

jivan bhar ye tek nibhani

jivan bhar ye tek nibhani

jivan bhar ye tek nibhani

dhnay dhnay narad ki vani

mahima shiv ki jisne bakhani

param punit sikh munivar ki

bhole bhakt munivar ne mani

dhnay dhnay narad ki vani

mahima shiv ki jisne bakhani

param punit sikh munivar ki

ek dukhiya nari ne mani

dhnay dhnay narad ki vani

ganga ki pawan raj lake

usse shiv ka ling bana ke

bhakti sahit kar shanbh ka naman

vidhtivat kar shankar ka pujan

bel pattar aur ardhay chadhake

dhup deep nayi vegay lagake

pati pane ke liye kamna

prabhu se karti rahi prathna

solha somvar ke vrat kiye

mil gayi reet ko meet suhani

dhnay dhnay narad ki vani

mahima shiv ki jisne bakhani

dhnay dhnay narad ki vani

jo solha somvar vrat kare

tute na kram niyam ye dhare

hota safal manorath uska

sukhmay ho jivan path uska

bichhda pati patni phir aaye

putar ratan paman khil jaye

bhara rahe dhan dhaan se ghar nit

uski kabhi na hove haani

dhnay dhnay narad ki vani

Explore this song