Roman script

dhanya bhag seva ka avsar paya

dhanya bhag seva ka avsar paya paya

dhanya bhag seva ka avsar paya

charan kamal ki dhul bana mai

charan kamal ki dhul bana mai moks dawar tak aaya

dhanya bhag seva ka avsar paya paya

dhanya bhag seva ka avsar paya

hari anant hari roop ananata

hari anant hari roop ananta jaise koi dayave

raag ragni ke sur me

raag ragni ke sur me hari niz rup dikhaya

dhanya bhag seva ka avsar paya paya

dhanya bhag seva ka avsar paya

ghat me duja naag nirantar

ghat me duja naag nirantar jyot jali antar me

so suraj ke so suraj ke ujiyale me

so suraj ke so suraj ke ujiyale me maine mujhko paya

dhanya bhag seva ka avsar paya paya

dhanya bhag seva ka avsar paya

dharti bitar bhij pada tha

dharti bitar bhij pada tha parbhu ke charan lage to

dharti bitar bhij pada tha parbhu ke charan lage to

bhij marigan phul ban dhole dur gagan tak

dhanya bhag seva ka avsar paya paya

dhanya bhag seva ka avsar paya

charan kamal ki dhul bana mai moks dawar tak aaya

dhanya bhag seva ka avsar paya paya

dhanya bhag seva ka avsar paya

Explore this song