Roman script

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

hain mukabla ji hain mukabla, insan se shaitan ka 

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

dhamaka dhamaka 

hain mukabla ji hain mukabla, insan se shaitan ka 

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

dhamaka dhamaka 

hain mukabla ji hain mukabla

is dharti par rahne waale

nirdhan bhi dhanwan bhi hain

ho is dharti par rahne waale

nirdhan bhi dhanwan bhi hain

jaalim bankar haiwaa bankar

rahte kuchh insaan bhi hain 

is dharti par rahne waale

nirdhan bhi dhanwan bhi hain

jaalim bankar haiwaa bankar

rahte kuchh insaan bhi hain

jo bhi aata hain chala jaata hain 

apani karni ka fal paata hain 

apani karni ka fal paata hain 

hain mukabla ji hain mukabla

insan se haiwan ka 

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

dhamaka dhamaka 

hain mukabla ji hain mukabla

pyaar mohabbat dil me basa kar

ek duje ke hote hain 

ho pyaar mohabbat dil me basa kar

ek duje ke hote hain

nfarat ki aandhi me khokar

janam janam tak rote hain 

pyaar mohabbat dil me basa kar

ek duje ke hote hain

nfarat ki aandhi me khokar

janam janam tak rote hain 

hinsa ki aag me jal jaata hain 

pyaar pakar amar ho jaata hain 

pyaar pakar amar ho jaata hain 

hain mukabla ji hain mukabla

samman se abhimaan ka 

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

dhamaka dhamaka 

hain mukabla ji hain mukabla

rishte naate yaar dosti

pyaar vafa sab kahten hain 

ho rishte naate yaar dosti

pyaar vafa sab kahten hain 

baat nibhane ki jab aaye

muh fer kar rahte hain 

rishte naate yaar dosti

pyaar vafa sab kahten hain 

baat nibhane ki jab aaye

muh fer kar rahte hain 

ho jhuth ka bhanda fut jaata hain 

sach hi sach yaha rah jaata hain

sach hi sach yaha rah jaata hain 

hain mukabla ji hain mukabla, imaan se beimaan ka  

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka 

dhamaka dhamaka 

hain mukabla ji hain mukabla, insan se shaitan ka

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka

dhamaka dhamaka dhamaka dhamaka

Explore this song