Roman script

dhalak rahi ho, tan ke ghat se 
sangini jab jivan haala 
paatr garal ka le jab antim 
saaqi ho aane wala 
hath paras bhule pyaale ka 
hath paras bhule pyaale ka 
swaad sura jibha bhule
kaano me tum kahti rahna 
kaano me tum kahti rahna 
madhukan pyala madhushala 
madhukan pyala madhushala 
kaano me tum kahti rahna

Song details

Song video

Watch on YouTube