Roman script
dhak-dhak se dhadakna bhula de chhan-chhan se chhanakna sikha de dhak-dhak se dhadakna bhula de chhan-chhan se chhanakna sikha de mere dil ko piro ke payal me mere dil ko piro ke payal me ho gori ho gori, ghungharu bana de dhak-dhak se dhadakna bhula de chhan-chhan se chhanakna sikha de chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan mujhse bhale mujhse bhale chandi ke batan tere jo kurte pe tune lagaye woh pas kitne main dur kitna kaise mujhe chain aaye kuchh aur nahi toh kadmo me kuchh aur nahi toh kadmo me, ho thodi si jagah de ghungharu bana de, dhak-dhak se dhadakna bhula de chhan-chhan se chhanakna sikha de is duniya me hai iljam jitne is duniya me hai iljam jitne, woh mere sar lag gaye hai din rat udane ki sochta hai, iss dil ko par lag gaye hai is panchhi ko is panchhi ko apne naino ke ho pinjare me basa de ghungharu bana de, dhak-dhak se dhadakna bhula de chhan-chhan se chhanakna sikha de mere dil ko piro ke payal me ho gori ghungharu bana de dhak-dhak se dhadakna bhula de chhan-chhan se chhanakna sikha de chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan chhan-chhan
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aasha (1980)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Jeetendra
- Actor: Reena Roy
- Actor: Rameshwari
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Girish Karnad
- Actor: Sulochana
- Actor: Bhagwan
- Actor: Shivraj Man
- Actor: Dulari
- Actor: Sudhir Dalvi
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Sunder
- Actor: Hrithik Roshan
- Actor: Birbal
- Actor: Madhu Apte
- Actor: Vikas Anand
- Actor: Keshav Rana
- Actor: Harjeet Kumar
- Actor: Ratna
- Actor: Chand
- Actor: Tulsi
- Actor: Sunder Taneja
- Actor: Baby Geeta
Song video
actor: Jeetendra, Reena Roy