Roman script

dhak dhak dhak jiya kare dhak
ankhiyo  me ankhiya dal ke na tak
dhak dhak dhak jiya kare dhak
ankhiyo  me ankhiya dal ke na tak
suno ri o gori tune chori chori
dil ki kahani aakho ki jubani
kah di balam se apne sanam se
jhuku jukhi 
jhuku jukhi ankhiyo se hota hai shak
ankhiyo me ankhiya dal ke na tak
dhak dhak dhak jiya kare dhak
ankhiyo me ankhiya dal ke na tak
yu na sarmao ji jara khul jao ji
chhodo ji chhodo mukhda na modo
hamse bhi thodi thodi ankhiya milao ji
dekhe bhla 
dekhe bhla karoge ye jid kab tak
ankhiyo me ankhiya dal ke na tak
dhak dhak dhak jiya kare dhak
ankhiyo me ankhiya dal ke na tak
sach sach kaho bat kaho bat kasi hui mulakat mulakat
jante ho kab se jab se ke ab se
hum se chupaoge to bachke na jaoge
jante ho kab se tab se ke ab se
hum se chupaoge to bachke na jaoge
aage tum aage tum piche hum jaoge thak
ankhiyo  me ankhiya dal ke na tak
dhak dhak dhak jiya kare dhak
ankhiyo me ankhiya dal ke na tak
dhak dhak dhak jiya kare dhak
ankhiyo me ankhiya dal ke na tak

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Dev Anand, Nimmi