Roman script

dhadke mera dil mujhko jawaani ram qasam na bhaaye

bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye 

dhadke mera dil mujhko jawaani ram qasam na bhaaye

bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye 

ho o o ho o o

rum-jhum rum-jhum aayi hai aayi hai ho o

rum-jhum rum-jhum aayi hai aayi hai ho o

saawan ki rut alabeli, saawan ki rut alabeli

baadal garje bijli chamke, baadal garje bijli chamke

kaise rahu mai akeli, kaise rahu mai akeli

ho kaise rahu mai akeli

kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye

bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye 

ho o o o

ek to thandi pawan chale, pawan chale ho o o o

ek to thandi pawan chale, pawan chale ho o

aur dil khaaye hichkole, aur dil khaaye hichkole

duje mundere kaaga bole, duje mundere kaaga bole

sun ke mera man dole, sun ke mera man dole

ho sun ke mera man dole

bal-bal jaau kaaga par jo pi ka sandesa laaye

bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye 

dhadke mera dil mujhko jawaani ram qasam na bhaaye

bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye

Explore this song