Roman script

dhadkano ko khabar na hone de 
dhadkano ko khabar na hone de 
dil me utare hujur aankho se, dil me utare hujur aankho se 
chaand taaro se hame kya lena 
chaand taaro se hame kya lena
aisa chhalke hain nur aankho se 
aisa chhalke hain nur aankho se 
dhadkano ko khabar na hone de  
aap bhi is khata me shaamil the
aap bhi is khata me shaamil the 
jo huaa hian kasur aankho se 
jo huaa hain kasur aankho se 
dil me utare hujur aankho se 
chaand taaro se hame kya lena
ek gujaarish hain ye mohabbat ki 
ek gujarish hain ye mohabbat ki 
jaaiyega na dur aankho se, jaaiyega na dur aankho se 
aisa chhalke hain nur aankho se
dhadkano ko khabar na hone de 
ladkhadane lage khayaal mere, ladkhadane lage khayaal mere 
kya pilaaya surur aankho se, kya pilaaya surur aankho se 
dil me utare hujur aankho se, dil me utare hujur aankho se 
chaand taaro se hame kya lena 
chaand taaro se hame kya lena
aisa chhalke hain nur aankho se 
aisa chhalke hain nur aankho se 
dhadkano ko khabar na hone de 
dhadkano ko khabar na hone de

Song details

singer: Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh