Roman script

dhadkan dhadkan dhadk raha hai 

bas ek tero naam 

dhadkan dhadkan dhadk raha hai 

bas ek tero naam 

panchhi panchhi chahk raha hai 

bas ek tero naam 

dhadkan dhadkan dhadk raha hai 

bas ek tero naam 

nanho ki bholi bato mein 

ujli ujli dhup 

nanho ki bholi bato mein 

ujli ujli dhup 

guncha guncha chatak raha hai 

bas ek tero naam 

dhadkan dhadkan dhadk raha hai 

bas ek tero naam 

ambar sona dharti chandi 

mati hira moti 

ambar sona dharti chandi 

mati hira moti 

bahar bhitar chamk raha hai 

bas ek tero naam 

dhadkan dhadkan dhadk raha hai 

bas ek tero naam 

jamuna ji ke tat pe gunje

tere naam ki murli  

jamuna ji ke tat pe gunje

tere naam ki murli

ganga ji mein jhalak raha hai 

bas ek tero naam 

dhadkan dhadkan dhadk raha hai 

bas ek tero naam 

panchhi panchhi chahk raha hai 

bas ek tero naam 

dhadkan dhadkan dhadk raha hai 

bas ek tero naam 

bas ek tero naam 

bas ek tero naam

Explore this song