Roman script

dhaani re dhaani chunariya

dhaani re dhaani chunariya

kude baadal ke saiye mein lehrayegi

mujhe tarpayegi chali jayegi

jaisay bijuriya mastaani

re jhoke ki surat mein chu jayegi

sharmayegi aur itrayegi

jaisai nadiya deewaani

dhaani re dhaani chunariya

haye dhaani

saye mein uske barso ka jaaga

mein so jau

uski sajti savarti dhanak mein

mein ghar banau

apne ghar mein kaee chand taare utaru sajau

khushbuo say bhare raasto mein kho jau

kude baadal ke saye mein lehrayegi

mujhe tarpayegi chali jayegi

jaisay bijuriya mastaani

dhaani re dhaani chunariya

haye dhaani

sunde uske baarish mein dhul ke hain khilte

aur nikharte

ru uski zamino ke chehro se milte

aur damakte

uske andaz jaisai hai mosam ate jaate

usse sargam bhi haste haste jagmagate

kude baadal ke saiye mein lehrayegi

mujhe tarpayegi chali jayegi

jaisay bijuriya mastaani

dhaani re dhaani chunariya

dhaani re dhaani chunariya, dhaani ree

Explore this song