Roman script

devta mana aur puja teri tasvir ko

devta mana aur puja teri tasvir ko

tum na mil paye haye

kya karu taqdeer ko

devta mana aur puja teri tasvir ko

devta mana aur puja teri tasvir ko

tu kahin dil laga le, par mujhi ko payega

tu kahin dil laga le, par mujhi ko payega

har janam sath hoga

dil se dil bandh jayega

phir na todega koi, phir na todega koi

aas ki janjir ko

devta mana aur puja teri tasvir ko

devta mana aur puja teri tasvir ko

jab talak paau na tumko

raat din tadpungi main

jab talak paau na tumko

raat din tadpungi main

aatma banke humesha raah me bhatkungi main

tujhpe arpan kiya, tujhpe arpan kiya

balma dile dildir ko

devta mana aur puja teri tasvir ko

devta mana aur puja teri tasvir ko

Explore this song