Roman script

devta hasino ka 

aashiki ka gulaam

devta hasino ka 

aashiki ka gulaam

khud ka mukkaddar likhne vaala sikandar mera naam 

maa mmiya mujhe pyar hai saare jaha se bada pyar hai 

devta hasino ka  

aashiki ka gulaam

khud ka mukkadder likhne vaala sikandar mera naam 

kaale kaale baalo vaali

gore gore gaalo vaali ho koi tere liye 

tikhe tikhe naino vaali

mithe mithe hontho vaali ho koi tere liye 

jaane vaala kal nhi apna 

aane vaala kal bhi hai sapana 

aaj me nichod jindagi ka 

aaj nya mod jindagi ka 

kya pata kaun sa jaam ho aakhari 

maa mmiya mujhe pyar hai saare jaha se bada pyar hai 

devta hasino ka  

aashiki ka gulaam

khud ka mukkadder likhne vaala sikandar mera naam 

jeetkar ye jaha tu kaha jaayega 

chhod kar sab yaha tu chala jaayega

jeene vaalo jeene se kya darna 

jo bhi jeene aaye vahi krna 

har din ko tu pyare aise jina 

jaise har din maut se hi chhina 

kya khabar kaun si saans ho aakhari 

maa mmiya mujhe pyar hai saare jaha se bada pyar hai 

devta hasino ka  

aashiki ka gulaam

khud ka mukkadder likhne vaala sikandar mera naam

Explore this song