Roman script

mudda ye nahi hain ki main jitunaga ya harunga 

mudda ye bhi nahi hain ki main jiyunga ya maar diya jaunga 

mudda ye hain ki ek police afser 

hone ke naate mera jo farz hain 

use main imaandaari se nibha raha hu ya nahi 

ek insan hone ke naate

saty ke liye saty ke vijay ke liye 

main lad raha hu ya nahi

samne me vijay ho ya parajay yoddha ka dharm hain ladna 

aakhri saans tak khun ke aakhri katre tak ladna 

saty aur insaaf ke liye sattra sanghrsh karte rahna

Explore this song