Roman script

der se huwa par pyar toh huwa re 

der se huwa par pyar toh huwa re 

o dilruba tune dil le liya re ho

der se huwa par pyar toh huwa re 

o dilruba tune dil le liya re ho

kya hai mohabbat yeh mujhko bataya

inn dhadkno ko dhadkna sikhaya

ho bechainiya di mere pyase din ko

rato ko tune tadapna sikhaya

mushkil bada intzar huwa re

o dilruba tune dil le liya re ho

ankho se neendein churata nahi tha 

dard-e-jigar ko badata nahi tha 

ho tanha akeli thi ye jindgaani

koi khayalo me aata nahi tha

ye haal to pehli baar hua re 

o dilruba tune dil le liya re ho 

der se huwa par pyar toh huwa re 

o dilruba tune dil le liya re ho

Explore this song