Roman script

dekhte dekhte ham kahan kho gaye

janeman ishq me kya se kya ho gaye

dekhte dekhte ham kahan kho gaye

janeman ishq me kya se kya ho gaye

chahto ke safar me pata naa chala

chahto ke safar me pata naa chala

manzile thi yaha raste kho gaye

dekhte dekhte ham kahan kho gaye

janeman ishk me kya se kya ho gaye

chahto ke safar me pata naa chala

chahto ke safar me pata naa chala

manzile thi yaha raste kho gaye

dekhte dekhte ham kahan kho gaye

oh thandi thandi hawao me koi

ho garm shola pirone laga hai

pyar ki barf se jismo jan ko bhigone laga hai

do dilo ke ehsas kaa ye to mausam hai pyas kaa

sochte sochte ham kahan kho gaye

janeman ishq me kya se kya ho gaye

chahto ke safar me pata naa chala

chahto ke safar me pata naa chala

manzile thi yaha raste kho gaye

dekhte dekhte ham kahan kho gaye

ho tune chaha hame janejana

ye to divangi kaa sila hai

lag raha kyu hamen 

aaj hamko zamana mila hai

aisi baate karte raho yun hi humpe marte raho

humsafar humsafar ham kahan aa gaye

janeman ishq me kya se kya ho gaye

chahto ke safar me pata naa chala

chahto ke safar me pata naa chala

manzile thi yaha raste kho gaye

dekhte dekhte ham kahan kho gaye

janeman ishq me kya se kya ho gaye

chahto ke safar me pata naa chala

chahto ke safar me pata naa chala

manzile thi yaha raste kho gaye

manzile thi yaha raste kho gaye

Explore this song