Roman script

dekhte dekhte aapko dekhna achcha laga,

achcha laga aapke baare mein sochna, sajana

dekhte dekhte aapko dekhna achcha laga, 

achcha laga aapke baare me sochna, sajana

achcha laga, achcha laga 

dekhte dekhte ho o o o o

aapko dekhna achcha laga, achcha laga

aap aur mere bich kaa fasala 

aapki yaado kaa hasi kafila 

aap aur mere bich kaa fasala 

aapki yaado kaa hasi kafila

aapke jo saath mein jee liya wo lamha

jee liya wo lamha, achcha laga 

ho o o o achcha laga dekhte dekhte 

aapko dekhna achcha laga, achcha laga

ye aapka hi pyaar hai, jo aap ko achcha laga 

ye aapka hi pyaar hai, jo aap ko achcha laga

sach to ye hai ki pyaar ye hamko bhi achcha laga

achcha laga, achcha laga

aap ka sajana sawarna sanam

aap ka sawarke wo rakhna kadam 

aap ka sajana sawarna sanam

aap ka sawarke wo rakhna kadam

aapke jo pav ke chumata hai wo rasta 

chumata hai wo rasta

achcha laga, achcha laga ho o o achcha laga

dekhte dekhte ho o o o o

aapko dekhna achcha laga, achcha laga

Explore this song