Roman script

kumada ba baanu aashik sala 
dekho ri kaisi sundar baala 
kumada ba baanu aashik sala 
dekho ri kaisi sundar baala 
le ke aala kumada ba baanu
humko bhula ke phirta hai aajkal 
duji ke sang matwala 
kumada ba baanu aashik sala 
dekho ri kaisi sundar baala 
le ke aala kumada ba baanu
roj kare hai koi pyaar ka vada
magar roj bhula de mera dilbar sidha sadha 
haay haay roj kare hai koi pyaar ka vada
magar roj bhula de mera dilbar sidha sadha 
dekho jara haay re dekho jara 
kisko laya hai aaj dilwala 
kumada ba baanu aashik sala 
dekho ri kaisi sundar baala 
le ke aala kumada ba baanu
kal ki hi to baat mera dil kiya chori
aaya aaj dikha ne chori karke sina jori 
haay haay kal ki hi to baat mera dil kiya chori
aaya aaj dikha ne chori karke sina jori 
jaane nahi mujhe pahchne nahi ye bahana re khub nikaala 
kumada ba baanu aashik sala 
dekho ri kaisi sundar baala 
le ke aala kumada ba baanu
o meri jaan hajaro milte hai 
kahan aan fansi ho meri chhoti si albeli 
haay haay o meri jaan hajaro milte hai 
kahan aan fansi ho meri chhoti si albeli 
maanu sanam ke nahi maanu sanam 
kahna jo tha kah daala 
kumada ba baanu aashik sala 
dekho ri kaisi sundar baala 
le ke aala kumada ba baanu
kumada ba baanu aashik sala 
dekho ri kaisi sundar baala 
le ke aala kumada ba baanu
kumada ba baanu

Song details

Song video

Watch on YouTube