Roman script

dekho re dekho re dekho re pahli baar

dekho re pahli baar meri jindgani pali

bhagwan ko karne paar bhakat ki nav chali

bhagwan ko karne paar bhakat ki nav chali

jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali

dekho re mere ram ki maya is waaman ko virat banaya

ek janak me sau janmo ka maine to bhai ye fal paya

dekho prabhu ka upkar meri dunia hi badli

bhagwan ko karne paar bhakat ki nav chali

jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali

kaha meri choti si ye naiya 

kaha ye bhav sagar ke khiwaya

mai do hatho wala kewat inke hath hazar hai bhaiya

lakho ke taran har prabhu ye bade hai bali

bhagwan ko karne par bhakat ki nav chali

jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali

chode mahal ayodhya chodi re 

chode mahal ayodhya chodi

ham patito se preet hai jodi

dhanay hai inka pyar anokha

dhanay hai ye siya ram ki jodi

ye van ko chale sukumar ye van ko chale sukumar

karam gati nahi tali bhagwan ko karne par

bhakat ki nav chali jai ram lakhan jai janak lali

jai ram lakhan jai janak lali dekho re pahli bar meri

jindgani phali bhagwan ko karne par

bhakat ki nav chali jai ram lakhan jai janak lali

jai ram lakhan jai janak lali jai ram jai jai ram

jai ram jai ram jai ram jai jai ram

jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali

jai ram lakhan jai janak lali jai ram lakhan jai janak lali

Explore this song