Roman script

dekho re dekho log ajuba ye bisvi sadi ka 

aasman pe chand ko chhune nikla chand jami ka

re logo ye chanda rus ka na ye japan ka 

na ye amrikan pyare ye to hai hindustan ka 

gore gore mukh par tune aisa ghunghat dala

aa he wa ye chanda rus ka na ye japan ka 

na ye amrikan pyare ye to hai hindustan ka 

ye chanda rus ka na ye japan ka 

dushman dekhe jal jal jaya dost kahe kya kahne

dekhe kis par karam kare tu koun ye sahra pahne

ye chanda rus ka na ye japan ka 

na ye amrikan pyare ye to hai hindustan ka 

ye chanda rus ka na ye japan ka 

na ye amrikan pyare ye to hai hindustan ka 

rup nagar se prem nagar tak roj kare ak fera 

teri ak muskaan sham or ak muskaan savera

ye chanda rus ka na ye japan ka 

na ye amrikan pyare ye to hai hindustan ka 

ye chanda rus ka na ye japan ka 

na ye amrikan pyare ye to hai hindustan ka

Explore this song