Roman script

dekho na saja hai yaha pe mela dil ka

jine ko jaruri hai ke ho dil ka sauda

kabhi toh khushi hai, kabhi hai ghum, iss mele mein yaar

har koyi magar karein hai phir bhi dekho na pyar

deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana

gaao na mere sang tum yeh taraana

kisi ne kahaan hai khuda bhi yaar ko

kisi ne toda hai pahaadon ko bhi yeh suno

koyi toh duba hai nadi mein hasake yaar ke saath

hai yahi junun, yahi hai pyar ki pyari si baat

deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana

gaao na mere sang tum yeh taraana

deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana

gaao na mere sang tum yeh taraana

wo wo wo wo

Explore this song