Roman script

dekho mose sanchi kaho banwari

dekho mose sanchi kaho banwari

bans ki bansi hum se bhi pyari 

bans ki bansi hum se bhi pyari kaisi prit bihari

dekho mose sanchi kaho banwari

dekho mose sanchi kaho banwari

banke bansiya mukh se lagi rahe 

sautan badi dulari haye ram

sautan badi dulari raat beraat 

raat berat gave bairaniya ud jaye nind hamari

dekho mose sanchi kaho banwari

dekho mose sanchi kaho banwari

o tum rasiya sabke man basiya 

makhan chor murari haye ram

makhan chor murari mano na mano 

mano na mano hey manmohan radha ek tihari 

dekho mose sanchi kaho banwari

dekho mose sanchi kaho banwari

Explore this song