Roman script

hariya o o hariya hariya
hariya hariya hariya hariya
hariya hariya hariya hariya
hariya hariya hariya hariya
hariya hariya hariya hariya
dekho mere gao me ghani ghani chhav me
dekho mere gao me ghani ghani chhav me
fulo wala mela bhawaro wala rela
nadi kinare gori naache ghungru pehne paao me
dekho mere gao me ghani ghani chhav me
kahi garban ke aage saj rahi jawani
kahi aakhde me kare koi pahalwani
basuri koi bajaye koi malhar gaye
koi nain churaye kisi khwab me 
dekho mere gao me ghani ghani chhav me 
koi abhineta lage bane koi neta
palak jhpakte hi koi jhasa deta 
koi brahmchari koi hai shikari
koi hare jite kahi gao me 
dekho mere gao me ghani ghani chhav me
fulo wala mela bhawaro wala rela
nadi kinare gori naache ghungru pehne paao me
dekho mere gao me ghani ghani chhav me

Song details

Song video

Watch on YouTube