Roman script

dekho mera ye jantar mantar

ho jaunga mai yu chu mantar

aaja re aaja ab na kar deri

aata hu mai jan meri 

aaja re aaja ab na kar deri

are baitha hu mai potli me teri

aaja bas ja jadu me tu

dekho mera ye jantar mantar

ho jaunga mai yu chu mantar

anguthi babu ki ungli me hai

magar ab ye dekh dhoban ki chunri me hai

anguthi babu ki ungli me hai

magar ab ye dekh dhoban ki chunri me hai

ye teri bat sachi hai jadugar ki tu bachi hai 

umar teri kachi hai kachi hai kachi hai

dekho mera ye jantar mantar

ho jaunga mai yu chu mantar

Explore this song