Roman script

dekho mauj bahar, dekho mauj bahar

jag me rut matwaali aai

baago ki khushaali aai

phulo par kya laali aai

phulo par kya laali aai

phale phule gulzaar

phale phule gulzaar

dekho mauj bahar

pawan pakheru jhum raha hai

kaliyon ka muh chum raha hai

bhanwra lobhi ghum raha hai

bhanwra lobhi ghum raha hai

bhul gaya ghar-baar

bhul gaya ghar-baar

dekho mauj bahar, dekho mauj bahar

khushbu ne hai angiya kholi

khushbu ne hai angiya kholi

kaliyon ne ki dhili choli

kaliyon ne ki dhili choli

bhanwre ne bhar daali choli

bhanwre ne bhar daali choli

phul gaya shirshaad

phul gaya shirshaad

dekho mauj bahar

Explore this song