Roman script

dekho logon mujh par aai 

pahli baar jawani 

dekho logon mujh par aai 

pahli baar jawani 

kore kagaj pe

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

kore kagaj pe

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

dekho logon mujh par aai 

pahli baar jawani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

mohbbat ka kagaj kalam pyar ki ho 

likh de wahi jo khushi yaar ki ho 

mohbbat ka kagaj kalam pyar ki ho 

likh de wahi jo khushi yaar ki ho

tere sadke 

tere sadke, hay meri ye mast jawani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

dekho logon mujh par aai 

pahli baar jawani 

kore kagaj pe

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

zulf agar lahrau me tu 

sheyar naya likhna 

jhum ke lu angdaai 

tu taza gazal likhna 

zulf agar lahrau me tu 

sheyar naya likhna 

jhum ke lu angdaai 

tu taza gazal likhna 

sare jag se 

sare jag se, ho nyari raja apni kahani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

dekho logon mujh par aai 

pahli baar jawani 

kore kagaj pe

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

un lamho ko likhna jo sawan me bitenge 

teri baho me ji lenge teri baho me mar lenge 

ghadiya kitni 

ghadiya kitni, wo hongi hay suhani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

dekho logon mujh par aai 

pahli baar jawani 

kore kagaj pe

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

kore kagaj pe

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

dekho logon mujh par aai 

pahli baar jawani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani 

kore kagaj pe, likh do nai kahani

Explore this song