Roman script

dekho ji 

dekho ji mori bainyaan pakad ke

mori bainyaan pakad ke

chhod na dena

o baalam harjaayi re

apni galiyaan chhod chhaad ke

tere mohalle aayi re

apni galiyaan chhod chhaad ke

tere mohalle aayi re

kholu jab naino ki khidki

kholu jab naino ki khidki

tu bhi dekh dikhayi re

saari duniya bhul bhaal ke

tujhse preet lagayi re

haay saari duniya bhool bhaal ke

tujhse preet lagaayi re

aayo re aayo re piya

meri gali mein

aayo re

aayo re aayo re piya

meri gali mein

aayo re

laayo re laayo re piya

pyaar bhara dil laayo re

laayo re laayo re piya

pyaar bhara dil laayo re

mere pyaar bhare dil mein

teri yaad samaayi re

mere pyaar bhare dil mein

teri yaad samaayi re

main bhi apni galiyaan chhod chhaad ke

tere mohalle aayi re

apni galiyaan chhod chhaad ke

tere mohalle aayi re

main to teri re teri re

piya teri re

main to teri re teri re

piya teri re

phir do dilon ke milne mein kya deri re

phir do dilon ke milne mein kya deri re

haay tere pyaar ki kasam

pyaar ki kasam

main to teri re

tere pyaar ki kasam

pyaar ki kasam

main to teri re

maine dil ki kothariya

tere liye banwaayi re

haay maine dil ki kothariya

tere liye banwayi re

main bhi apni galiyaan chhod chhaad ke

tere mohalle aayi re

apni galiyaan chhod chhaad ke

tere mohalle aayi re

dekho ji 

dekho ji mori bainyaan pakad ke

chhod na dena

o baalam harjaayi re

saari duniya bhool bhaal ke

tujhse preet lagayi re

haay saari duniya bhool bhaal ke

tujhse preet lagayi re

Explore this song