Roman script

dekho ji dekho main hoon bhola bhaala banda

aankhon se phenku sidhe dil pe ye phanda

maana ji maana tu hain bhola bhaala banda

roke ruke na teri najron ka phanda

maana ji maana tu hain bhola bhaala banda

ulti pulti baatein kar le, khatti mithi yaadein bhar le

chupke chupke haule se ud le

mehke behke khwaabon se jud le

dil hua ji masti mein behara

faaltu fanda hai soch na gehara

ghar ki murgi daal baraabar

chhote dilon ka todo pehara

ho ho ho jhutha pehara, kal hai sunehra

ho ho tufaan bhi na thehra

dekho ji dekho main hoon bhola bhaala banda

maana ji maana tu hain bhola bhaala banda

aankhon se phenku sidhe dil pe ye phanda

maana ji maana tu hain bhola bhaala

chori chori chaand churaayenge

banake taarein aankhon mein chaayenge

sabse chhupke sabko dikhaayenge

ungaliyon pe duniya nachaayenge

hum bhi apni dhun ke hai pakke

na hilenge maaro kitne hi dhakke

jo daraaye ?? baatein, ?? maare jor se laate

ho ho ho jhutha pehara, kal hai sunehra

ho ho tufaan bhi na thehra

dekho ji dekho main hoon bhola bhaala banda

dekho ji dekho main hoon bhola bhaala banda

aankhon se phenku sidhe dil pe ye phanda

dekho ji dekho main hoon bhola bhaala banda

dekho ji dekho main hoon bhola bhaala banda

Explore this song