Roman script

dekho jara dekho barkha ki jhadi

tan ko bhigoye bundo ki ladi

dekho jara dekho barkha ki jhadi

tan ko bhigoye bundo ki ladi

mausam suhaana hai kya aashikaana hai

bajne lagi hai tik tik dil ki ghadi

dekho jara dekho barkha ki jhadi

tan ko bhigoye bundo ki ladi

thodi si bechaini thoda nasha

aane laga hai mujhe toh maza

ghungharu bajaati hai chanchal hawa

na jane saawan ki niyat hain kya

mujhko sambhalo mushkil hain badi

dekho jara dekho barkha ki jhadi

tan ko bhigoye bundo ki ladi

mehake najaare suhaani dagar

mai bekhabar na mujhe kuchh khabar

ho anjaani chaahat ka ehsaas hain

bhige labo pe nayi pyaas hain

phisle kadam kaise rahu mai khadi

dekho jara dekho barkha ki jhadi

mausam suhaana hai kya aashikaana hai

bajne lagi hain tik tik dil ki ghadi

dekho jara dekho barkha ki jhadi

tan ko bhigoye bundo ki ladi

dekho jara dekho barkha ki jhadi

tan ko bhigoye bundo ki ladi

Explore this song