Roman script

dekho aayi basant bahar dekho aayi basant bahar
ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna 
jiya mora tum ko pukare hai o sajna
jiya tum ko pukare hai o sajna 
jiya tum ko pukare hai o sajna 
dekho aayi basant bahar
kari kari badariya chayi hai kari kari badariya chayi hai
aaj man ki kali muskayi hai ye to pritam sandesha layi hai
layi hai layi hai dekho aayi basant bahar
ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna 
jiya tum ko pukare hai o sajna 
jiya tum ko pukare hai o sajna 
dekho aayi basant bahar
thandi thandi pawan ki mastiya thandi thandi pawan ki mastiya
mere dil pe chalaye barchiya dar lage jo chamke bijliya
bijliya bijliya dekho aayi basant bahar
ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna
jiya tum ko pukare hai o sajna 
jiya tum ko pukare hai o sajna 
dekho aayi basant bahar dekho aayi basant bahar
ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna
jiya tum ko pukare hai o sajna 
jiya tum ko pukare hai o sajna 
dekho aayi basant bahar

Song details

Song video

Watch on YouTube