Roman script

dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat 

mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat

noor hi noor hai, kis simate uthau aankhe

husn hi husn hai, taahte najar aaj ki raat

husn hi husn hai

nagma o may ka, ye tufane tarab kya kahna

mera ghar ban gaya khyaam ka ghar, aaj ki raat

mera ghar ban gaya khyaam ka ghar, aaj ki raat

dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat

mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat

narigse naaz me, wo nind ka halka sa khumar

wo mere nagma e shiri ka basar, aaj ki raat

wo mere nagma e shiri ka basar, aaj ki raat

dekhna jazbe mohabbat ka asar, aaj ki raat

mere shane pe hai us shaukh ka sar, aaj ki raat

Explore this song