Roman script

dekha meri aankhon ne to

to socha mere is dil ne ha, ha re ha

o jaane kyun wo mujhko apna sa lage

ha re ha

dekha meri aankhon ne to

to socha mere is dil ne ha, ha re ha

o jaane kyun wo mujhko apna sa lage

ha re ha

kashmkash hai kya 

kashmkash hai kya 

jo khinch le chale ha o jaaniya

aati jaati in saanson me

meri aksar in baaton me

tum hi nazar aati ho

jhonka hawa sa banke khayalon pe 

mere bikhar jaati ho

he aati jaati in saanson me

meri aksar in baaton mein

tum hi nazar aati ho

jhonka hawa sa banke khayalon pe 

mere bikhar jaati ho

kashmkash hai kya 

kashmkash hai kya

jo khinch le chale ha o jaaniya

aksar mujhko ha raahon me

jab dekho koyi milta hai 

jaane wo kyun tumsa lage 

mushkil asaan karna mere khuda yaha

khud pe na kaabu chale

he aksar mujhko ha raahon me

jab dekho koyi milta hai

jaane wo kyun tumsa lage

mushkil asaan karna mere khuda yaha

khud pe na kaabu chale

kashmkash hai kya 

kashmkash hai kya 

jo khin chae chale ha o jaaniya

dekha meri aankhon ne to

to socha mere iss dil ne ha, ha re ha

o jaane kyun woh mujhko apna sa lage

ha re ha

kashmkash hai kya 

kashmkash hai kya 

jo khich le chale ha o jaaniya

o jaaniya, o jaaniya

Explore this song