Roman script

dekh zara jaane wafa

kab se khada hu main raaho mein

dil na jala paas to aa

mujhko chhupa le nighaho mein

jab pyar kiya ikraar kiya

to kyu izhaar se darti hai

kuch bhi na chhupa

mujhko hai pata 

tu chhup chhup aahe bharti hai

dekh zara jaane wafa

kab se khada hu main raaho mein

dil na jala paas to aa

mujhko chhupa le nighaho mein

jab pyar kiya ikraar kiya

to kyu izhaar se darti hai

kuch bhi na chhupa

mujhko hai pata 

tu chhup chhup aahe bharti hai

dekh zara

jaan meri jaan gayi

tere zara ruth jaane se

lut liya chain mera

kya fayada aajmane se

haye jaan meri jaan gayi

tere zara ruth jaane se

lut liya chain mera

kya fayada aajmane se

raam gali prem gali saath mere chal

mod de na chhod  ke yu rasta badal

hosh mein aa hosh mein aa

tu zara sambhal

paav tere paav tere jaaye na fisal

dekh zara jaane wafa

kab se khada hu main raaho mein

dil na jala paas to aa

mujhko chhupa le nighaho mein

jab pyar kiya ikraar kiya

to kyu izhaar se darti hai

kuch bhi na chhupa

mujhko hai pata 

tu chhup chhup aahe bharti hai

dekh zara

roopmati phulwati

itna akad na jawani mein

yaar mere pyar mere

yu na laga aag pani mein

roopmati phulwati

itna akad na jawani mein

yaar mere pyar mere

yu na laga aag pani mein

raat gayi baat gayi baat na badha

maan jaa re maan jaa re

aankh na dikha

roop ki yeh dhup khile zulf to hata

bol zara bol zara samne to aa

dekh zara jaane wafa

mujhko bitha le panaho mein

dil na jala paas to aa

mujhko chhupa le nighaho mein

maine pyar kiya ikraar kiya

izhaar main tumse karti hu

yeh sach hai sanam

mujhe rab ki kasam

main sirf tumhi pe marti hu

Explore this song