Roman script

dekh tere bhagwan ki halat kya ho gayi insan

kitna badal gaya bhagwan

kitna badal gaya bhagwan 

kitna badal gaya bhagwan

bhukho ke ghar me phera na dale

setho ka ho mehman

kitna badal gaya bhagwan 

kitna badal gaya bhagwan

sun kar is paapi ko tano 

sun kar is paapi ko tano

badal na lijo apno thikano

he bhagwan he bhagwan

mharo tharo prem purano 

mharo tharo prem purano 

ham hai thaile tum ho khazano

bharte rahiyo daas ki jholi dete rahiyo daan

tumhaari jay jay ho bhagwan 

tumhaari jay jay ho bhagwan 

o kitna badal gaya bhagwan

kitna badal gaya bhagwan

dhan wale hai bade machhandar

sone ke banwaye mandar

bhagwan rahte inke andar

khari khari kahta hai kalandar

ban baitha hai is duniya me 

dharam se dhan balawan

kitna badal gaya bhagwan

kitna badal gaya bhagwan

dekh tere bhagwan ki halat kya ho gai insan

kitna badal gaya bhagwan 

kitna badal gaya bhagwan 

bhuukho ke ghar me phera na dale

setho ka ho mehmaan

kitna badal gaya bhagwan 

kitna badal gaya bhagwan

Explore this song