Roman script

lo dekh lo vo ghata chand par cha gai 
dekh lo aur mai aapki baho me aa gai dekh lo 
lo dekh lo vo ghata chand par cha gai 
dekh lo aur mai aapki baho me aa gai dekh lo 
vo ek lahar vo ek lahar 
chum kar muh kinare ka jane lagi 
vo ek lahar chum kar muh kinare ka jane lagi 
aur ma ek chubhan apne hotho me pane lagi 
ye hawa kya fija kya gajab dha gai 
lo aur mai aapki baho me aa gai dekh lo 
lo dekh lo vo ghata chand par cha gai 
dekh lo aur mai aapki baho me aa gai dekh lo 
ha aaiye ha aaiye 
ab chale ab mujhe neend aane lagi 
ha aaiye ab chale ab mujhe neend aane lagi 
dekhiye bin piye mai to ab dagmagane lagi 
bas raaje dil khul gaya aankh sharma gyi
dekh lo aur mai aapki baho me aa gai dekh lo

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Jeetendra, Mumtaz